Mohammed Rafi sang the 1960s hit Hindi song Gulabi Aankhen Lyrics from The Train, which features Rajesh Khanna and Nanda. Anand Bakshi wrote the words for the song Gulabi Aankhen Jo Teri Dekhi, while R.D. Burman composed the music and Hasnain Hyderabadwala and Raksha Mistry directed the video.
Gulabi Aankhen Song Details:
Song: | Gulabi Aankhen |
Movie: | The Train |
Singer: | Mohammed Rafi |
Lyrics: | Anand Bakshi |
Music: | R.D. Burman |
Starring: | Rajesh Khanna, Nanda Karnataki |
Gulabi Aankhen Lyrics
Lal Lal Lal La Lal Lal La Lala
Lal Lal Lal La Lal Lal La Lala..
Gulabi Aankhen Jo Teri Dekhi
Sharabi Yeh Dil Ho Gaya
Sambhalo Mujhko O Mere Yaaron
Sambhalna Mushkil Ho Gaya
Dil Mein Mere Khwaab Tere
Tasveer Jaise Ho Deewaar Pe
Tujhpe Fida Main Kyun Hua
Aata Hai Gussa Mujhe Pyar Pe
Main Loot Gaya
Maan Ke Dil Ka Kaha
Main Kahin Ka Na Raha
Kya Kahun Main Dilruba
Bura Yeh Jaadu Teri Aankhon Ka
Yeh Mera Kaatil Ho Gaya
Gulabi Aankhen Jo Teri Dekhi
Sharabi Yeh Dil Ho Gaya
Maine Sada Chaha Yahi
Daman Bacha Loon Haseenon Se Main
Teri Kasam Khwabon Mein Bhi
Bachta Phira Nazneenon Se Main
Tauba Magar Mil Gayi Tujhse Nazar
Mil Gaya Dard-E-Jigar
Sunn Zara O Bekhabar
Zara Sa Hanske Jo Dekha Toone
Main Tera Bismil Ho Gaya
Gulabi Aankhen Jo Teri Dekhi
Sharabi Yeh Dil Ho Gaya
Sambhalo Mujhko O Mere Yaaron
Sambhalna Mushkil Ho Gaya
Written by: Anand Bakshi
For More Hindi Songs Click On This Link: Hindi Songs
Pingback: Gulabi Aankhen Lyrics – Mohammed Rafi