Avadh Mein Raghurai Lyrics
Avadh Mein Raghurai Lyrics

Avadh Mein Raghurai Lyrics- Hansraj Raghuwanshi

Avadh Mein Raghurai lyrics. Hansraj Raghuwanshi sings the latest Bhakti song, Avadh Mein Raghurai. The lyrics to Avadh Mein Raghurai were written by Ravi Chopra. The song’s stars are Hansraj Raghuwanshi. The music is given by Amjad DJ Strings.

Song : Avadh Mein Raghurai
Singer : Hansraj Raghuwanshi
Lyrics : Ravi Chopra
Music : DJ Strings
Label : Hansraj Raghuwanshi

Avadh Mein Raghurai Lyrics

Mangal Bhavan Amangal Haaree
Dravahu Sudasarath Ajir Bihaaree

Ram Ram Bolo Ram Ram Bolo
Ram Ram Bolo Ram Ram
Ram Ram Bolo Ram Ram Bolo
Ram Ram Bolo Ram Ram

Badi Subh Ye Khabar Aayi
Baje Ghar Ghar Sehnai

Papion Ka Vadh Karke
Aaye Avadh Mein Raghurai
Papion Ka Vadh Karke
Aaye Avadh Mein Raghurai

Sone Ka Rath Hoga Bhaguva Bharat Hoga
Ram Ka Ayodhya Mein Aisa Swagat Hoga
Ram Ka Ayodhya Mein Aisa Swagat Hoga

Ram Ram Karta Ja Rey
Ram Ram Karta Ja Rey
Ram Ram Karta Ja Rey
Ram Ram Japta Ja Rey

Ghadiya Abhinandan Ki
Raghav Ke Bandhan Ki
Sarivu Ke Mithe Jaal Mein
Khushbu Hain Chandan Ki
Sarivu Ke Mithe Jaal Mein
Khushbu Hain Chandan Ki

Prabhu Raaj Sambhalenge
Phir Kaaj Sambhalenge
Durr The Kaal Jinse
Unhen Aaj Sambhalenge
Durr The Kaal Jinse
Unhen Aaj Sambhalenge

Ram Ram Karta Ja Rey
Ram Ram Karta Ja Rey
Ram Ram Karta Ja Rey
Ram Ram Japta Ja Rey

Hum Deep Jalayenge
Diwali Manayenge
Aab Kabhi Ram Mere
Vanvash Na Jayenge
Aab Kabhi Ram Mere
Vanvash Na Jayenge

Din Dukh Ke Bith Gaye Aa Saab Ke Mith Gaye
Haar Gaye Vairi Raghuvasi Jeet Gaye
Haar Gaye Vairi Raghuvasi Jeet Gaye

Sanatan Dharm Sanatan Dhaam
Yahin Pe Yahin Rahenge Ram
Baki Sab Kisse Jhuthe
Stya Hai Ragunandan Ka Naam

Ye Dharti Yogi Santon Ki
Ye Dharti Yogi Santon Ki
Yahan Par Raj Karenge Ram
Yahan Par Raj Karenge Ram
Yahan Par Raj Karenge Ram

For More Bhakti Songs Click On This Link: Bhakti Songs

1 Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *