Barsaat Ke Mausam Mein Lyrics
Barsaat Ke Mausam Mein Lyrics

Barsaat Ke Mausam Mein Lyrics – Naajayaz (1995)

Barsaat Ke Mausam Mein Lyrics from Movie Naajayaz (1995). Kumar Sanu and Roop Kumar Rathod perform the song. Anu Malik wrote the music and Indeevar (Shyamalal Babu Rai) wrote the words for the Barsaat Ke Mausam Mein Rain, Sharaabi tune.

Barsaat Ke Mausam Mein Song Details:

Movie: Naajayaz (1995)
Singers: Kumar Sanu, Roop Kumar Rathod
Music Directors: Anu Malik
Lyricists: Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Composers: Anu Malik
Genres: Rain (Monsoon), Sharaabi (Daru Party)
Label: Tips Music

Barsaat Ke Mausam Mein Lyrics

Barasaat ke mausam mein
Tanhaayi ke aalam mein
Barasaat ke mausam mein
Tanhaayi ke aalam mein
Main ghar se nikal aayaa
Botal bhi uthaa laaya
Abi zindaa huun to ji lene do, ji lene do
Bhari barasaat mein pi lene do
Abi zindaa huun to ji lene do, ji lene do
Bhari barasaat mein pi lene do

Barasaat ke mausam mein
Tanhaayi ke aalam mein
Barasaat ke mausam mein
Tanhaayi ke aalam mein
Main ghar se nikal aayaa
Botal bhi uthaa laaya
Abi zindaa huun to ji lene do, ji lene do
Bhari barasaat mein pi lene do
Abi zindaa huun to ji lene do, ji lene do
Bhari barasaat mein pi lene do

Mujhe tukadon mein nahin jinaa hai
Qataraa qataraa to nahin pinaa hai
Mujhe tukadon mein nahin jinaa hai
Qataraa qataraa to nahin pinaa hai
Ho aaj paimaane hataa do yaaron
Haan saaraa maikaanaa pilaa do yaaron
Maikadon mein to piyaa karataa huun
Maikadon mein to piyaa karataa huun
Chalati raahon mein to pi lene do
Abi zindaa huun to ji lene do, ji lene do
Bhari barasaat mein pi lene do

Mere dushman hain zamaane ke gam
Baad pine ke ye honge kam
Mere dushman hain zamaane ke gam
Baad pine ke ye honge kam
Ho zulm duniyaa ke na sah paayuunga
Bin piye aaj na rah paayuunga
Mujhe haalaat se takaraanaa hai
Mujhe haalaat se takaraanaa hai
Aise haalaat mein pi lene do
Abi zindaa huun to ji lene do, ji lene do
Bhari barasaat mein pi lene do

Aaj ki shyaam badi bojal hai
Aaj ki raat badi katil hai
Aaj ki shyaam badi bojal hai
Aaj ki raat badi khatil hai
Ho aaj ki shyaam dhalegi kaise
Haa aaj ki raat kayegii kaise
Aag se aag bujegii dil ki
Aag se aag bujegii dil ki
Mujhe ye aag bhi peelene do
Abi zindaa huun to ji lene do, ji lene do
Bhari barasaat mein pi lene do
Hmm barasaat ke mausam mein
Tanhaayi ke aalam mein
Hmmbarasaat ke mausam mein
Tanhaayi ke aalam mein
Main ghar se nikal aayaa
Botal bhi uthaa laaya
Abi zindaa huun to ji lene do, ji lene do
Bhari barasaat mein pi lene do
Abi zindaa huun to ji lene do, ji lene do
Bhari barasaat mein pi lene do.

Lyrics by: Indeevar (Shyamalal Babu Rai)

For More Hindi Songs Click On This Link: Hindi Songs

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *