Saare Gaon Se Doodh Manga Kar Lyrics by J.K.Setpal from Shiv Mahima (1992) has Anuradha Paudwal singing the song wrote the Arun Paudwal composed the soundtrack for the Saare Gaon Se Doodh Manga Kar Festivals. Cast by Gulshan Grover, Kewal shah, Arun Govil, Reshma, Kiran Juneja.
Singer : | Anuradha Paudwal |
Lyrics : | J.K.Setpal |
Music : | Arun Paudwal |
Director : | Arun Paudwal |
Cast : | Gulshan Grover, Kewal shah, Arun Govil, Reshma, Kiran Juneja |
Music Label : | T-Series |
Saare Gaon Se Doodh Manga Kar Lyrics
Saare gaon se doodh manga kar
Pindi ko nehla do
Saare gaon se doodh manga kar
Pindi ko nehla do
Bhole ko nahla do
Mere shankar ko nahla do
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Saare gaon se doodh manga kar
Pindi ko nahla do
Saare gaon se doodh manga kar
Pindi ko nahla do
Bhole ko nahla do
Mere shankar ko nahla do
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Maha raatri shiv ratri ki mahima
Jo nar nari gaave
Maha raatri shiv ratri ki mahima
Jo nar nari gaave
Varat puja parivar sahit kar
Sakhal pararath paave
Dhup deep bela patra se
Baba ko sanwaro
Shankar jata jut gangadhar
Hey gaurish pukaro
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Bhole daya ke sagar apni
Pure kar de sapane
Bhole daya ke sagar apni
Pure kar de sapane
Tan man sab arpit tum kar do
Praan diye hai usne
Subah sham baba dar aakar
Man mandir sanwaro
Shradha purwak bhakti bhaanv se
Shankar ko pukaaro
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Saare gaon se doodh manga kar
Pindi ko nehla do
Saare gaon se doodh manga kar
Pindi ko nehla do
Bhole ko nahla do
Mere shankar ko nahla do
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya
Aaya baba ka tyohar aaya
Shiv ratri ka tyohar aaya.
Lyrics by: J.K.Setpal
For More Bhakti Songs Click On This Link: Bhakti Songs