Soulmate Lyrics
Soulmate Lyrics

Soulmate Song Lyrics – Badshah | Arijit Singh

Soulmate Song Lyrics by Badshah a brand-new Hindi song featuring Arijit Singh, is taken from the album Ek Tha Raja. Hinten provided the music for this latest release. Badshah wrote the song’s lyrics as well, and he also released the music video. The song is called Soulmate.

Soulmate Song Details:

Song:Soulmate
Album:Ek Tha Raja
Singer:Badshah, Arijit Singh
Lyrics:Badshah
Music:Hiten
Label:Badshah

Soulmate Lyrics

Din Ko Raat Kahegi
Toh Main Raat Kahun
Tera Dil Dukha De Jo
Aisi Na Baat Karun

Ek Shikan Bhi
Mathe Pe Na Aaye Meri Jaan
Le Loonga Teri Saari
Balayein Meri Jaan

Teri Aayi Main Marjaavaan
Zindri Naam Tere Kar Jaavan
Sohneya O Sohneya

Teri Aayi Main Marjaavaan
Zindri Naam Tere Kar Jaavan
Sohneya O Sohneya

Kya Woh Mohabbat
Jiska Hisaab Lag Jaaye
Bole Woh Toh Lage
Keh Raha Baap Bach Jaaye

Lad Marenge Log
Aag Lag Jaaye
Chehre Se Tere Jo
Naqaab Har Jaaye

Ho Sawaal Koyi Bhi
Tu Jawaab Lage
Bachpan Ki Kahani
Tu Koyi Khwab Lage

Tera Dil Jo Dukhaye
Use Paap Lage
Pyari Itni Tu Mujhe
Punjab Lage

Woh Faraaz Ki Kitaab Padhti Hai
Woh Titliyan Saath Rakhti Hai
Meri Duniya Aabaad Lagti Hai
Jab Kandhe Par Mere Woh
Haath Rakhti Hai

Is Pyar Ko Khone Nahi Doonga
Tujhe Khud Se Juda Main
Kabhi Hone Nahin Doonga

Khushi Ke Aansu Aur Baat Hai
Lekin Tujhko Main
Waise Kabhi Rone Nahin Doonga

Tujhse Pehle Na Kuchh Tha
Na Baad Tere
Chahiye Kakh Bhi Nahi
Jo Tu Hai Saath Mere

Mere Haathon Mein
Lakeerein Naam Ki Teri
Bin Tere Zindagi
Yeh Kis Kaam Ki Meri

Teri Aayi Main Marjaavaan
Zindri Naam Tere Kar Jaavan
Sohneya O Sohneya

Teri Aayi Main Marjaavaan
Zindri Naam Tere Kar Jaavan
Sohneya O Sohneya

Teri Aayi Main Marjaavaan
Zindri Naam Tere Kar Jaavan
Sohneya O Sohneya

Teri Aayi Main Marjaavaan
Zindri Naam Tere Kar Jaavan
Sohneya O Sohneya

Ho Sawaal Koyi Bhi
Tu Jawaab Lage
Bachpan Ki Kahani
Tu Koyi Khwab Lage

Tera Dil Jo Dukhaye
Use Paap Lage
Pyari Itni Tu Mujhe
Punjab Lage

Lyrics by: Badshah

For More Hindi Songs Click On This Link: Hindi Songs

1 Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *